Inkisaar Khwahishen
Mukhtasar si mulaqaaton mein,
judhey un lamhon ke daaman mein
teri muskurati hansi ke,
tere nazuk labon ke,
teri shoakh adaon ke,
tujhse mahekti hawaon ke,
tujhse roshan jahan ke,
tere bebak alfaz ke,
teri nasamajh imdadon ke,
tere bachkaane sawalon ke,
teri khamosh mohabbat ke,
tere gupchup ishaaron ke,
tere nazuk labon ke,
teri shoakh adaon ke,
tujhse mahekti hawaon ke,
tujhse roshan jahan ke,
tere bebak alfaz ke,
teri nasamajh imdadon ke,
tere bachkaane sawalon ke,
teri khamosh mohabbat ke,
tere gupchup ishaaron ke,
sunehre se pal wo,
ki thaamu machalti, chulbuli si hulchul ko
jawan jisme ishq ho, aisi tarang ko ,
main laakar tere , aashiyane mein bhar doon
ki thaamu machalti, chulbuli si hulchul ko
jawan jisme ishq ho, aisi tarang ko ,
main laakar tere , aashiyane mein bhar doon
Bas tujhsey teri, ek wafa ki khaatir,
Tere hathon ko main, apne haathon mein le loon,
Tere hathon ko main, apne haathon mein le loon,
Na maane gar tu, meri pakeeza iltijah ko,
Apne bosey se chahat, tere maathe pe likh doon
Apne bosey se chahat, tere maathe pe likh doon
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteAre gazab... kya khoob khela alfaazo se hasan sahab....
ReplyDeleteNihayat khoobsoorat lines...Hasan ..you are really an asset........badte raho mere bhai....
ReplyDeleteBahaut khoobsurat...
ReplyDeleteJazakallah kya khoobsurti andaaz me likha hai wah wah
ReplyDelete